Tu Ne Dekhi Hai Wo Peshani in Urdu Text – Faiz Ahmad Faiz

338
Faiz Ahmad Faiz Poetry

Here you will read Tu Ne Dekhi Hai Wo Peshani in Urdu Text by Faiz Ahmad Faiz Poet. Aake Wabasta Hain Ghazal in Urdu. Raqeeb Se Faiz in Urdu. You are the open right post here you will read and download your favorite poetry. You can also read more Faiz Ahmad Faiz Ghazal in Urdu.

Tu Ne Dekhi Hai Wo Peshani

آ کے وابستہ ہیں اُس حسن کی یادیں تجھ سے
جس نے اس دل کو پری خانہ بنا رکھا ہے

جس کی اُلفت میں بُھلا رکھی تھی دنیا ہم نے
دہر کو دہر کا افسانہ بنا رکھا تھا

آشنا ہے تیرے قدموں سے وہ راہیں جن پر
اُس کی مدہوش جوانی نے عنایت کی ہے

کارواں گزرے ہیں جن سے اُسی رعنائی کے
جس کی اِن آنکھوں نے بے سود عبادت کی ہے

تجھ سے کھلی ہیں وہ محبوب راہیں جن میں
اُس کے ملبوس کی افسردہ مہک باقی ہے

تجھ پہ برسا ہے اُسی بام سے مہتاب کا نور
جس میں بِیتی ہوئی راتوں کی کسک باقی ہے

تو نے دیکھی ہے وہ پیشانی، وہ رُخسار، وہ ہونٹ
زندگی جن کے تصور میں لٹا دی ہم نے

تجھ پہ اُٹھی ہیں وہ کھوئی ہوئی ساحر آنکھیں
تجھ کو معلوم ہے کیوں عمر گنوا دی ہم نے

Aake wabasta hain us husan ki yadein tujhse
jis ne es dil ko pari khana bana rakha hai

Jis ki ulfat mei bhula rakhi thi duniya humne
dahar ko dahar ka afsana bana rakha tha

Aashna hai tere qadmo se wo rahein jin par
us ki madhosh jawani ne inayat ki hai

Karwaan guzre hain jinse usi ranayi keh
jiski in ankhon ne besood ibadat ki ha

Tujhse khili hain wo mehboob rahay jin mei
uske malboos ki afsurda mehak baaki hai

Tujhpe barsa ha usi baam se mehtab ka noor
jisme beeti hui raton ki kasak baaki hai

Tu ne dekhi ha wo peshani wo rukhsar wo hont
zindagi jinke tasawar mei luta d humne

Tujhpe uthi hain wo khoi hui sahir ankhein
tujhko malooom ha kiun umar gunwa d humne

Final Words

If you liked it Tu Ne Dekhi Hai Wo Peshani Full Ghazal in Urdu, please share your favorites lines who deserve it. Remember the name (www.calmquotes.com) website for more New Urdu Poetry, Quotes, Shayari, Status, Urdu Ghazal, wishes and captions in Urdu Hindi.

Previous articleMeri Mohabbat Itni Sasti Mat Samajhna Poetry in Urdu
Next articleApne Bete Ko Mera Hi Naam Dena Shayari – Karan Gautam

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here